Tehzeeb Haafi HEART TOUCHING SHAYARI 2020
1.
Aur phir ek din baithe baithe mujhe apnii duniya buri lag gayi
Jisko aawad karte hue mere maa baap ki zindagi lag gayi sab
Sawalat aswar the jo ishq ke baad mein mujhse puche gaye
Par safarish pe es mehkmein mein kisi aur ki naukari lag gayi..
2
Mujhse kal waqt pucha kisine
Keh diya ke bura chal raha hai.
Usne shaadi bhi ki hai
Kisi se aur gaon mein kya
Chal raha hai.
3.
Sab parindo se pyar lunga main ped ka roop dhaar lunga main
Tu nishane pea a bhi jaaye to kaunsa teer mar lunga main.
4.
Wo hum ek umar esi
Gum mein mukta la rahe the
Hum ek umar esi gum mukt la rahge
Wo shaane hi nhi the jo pesh aarahe the.
5.
Paraayi aag pe rooti nahi banaunga
Paraayi aag pe rooti nahi banaunga
Main bheegh jaunga
Chatri nahi banaunga
Agar khuda ne banana ka ikhtiar diya X2
Alum banaunga barchi nahi banaunga X2
Gali se koi bhi guzre to chonk uthta hun
Naye makan mein khidki nahi banaunga
Gali se koi bhi guzre to chonk uthta hun
Naye makan mein khidki nahi banaunga
Main dushmano se agar jung jeet bhi jau
To unki auraten qaidi nahi banaunga.
6.
Aik idhar main hun ek gharwalo se narazgi hain
Aik idhar tu hain ke gairo ka kaha maan raha hai
Main tujhe apna samjh kar he to kuch kehta hun
Yaar tu bhi meri baaton ka bura maan raha hai.
7.
Meri zindagi tera haq aada nahi ho raha
Teri qaid se main yuhi reha nahi ho raha
Meri zindagi tera haq aada nahi ho raha
Mera mausamo se to phir gila bhi fizool hai
Tujhe chuu ke bhi main agar hara nahi ho raha.
8.
Tere jeete jagte koi aur
Mere dil mein hain
Mere dost kya ye bhoot bura nahi ho raha
Ye jo dag magane lagi hai tere diye ki lau
Ise mujhse to koi masla nahi ho raha..
9.
Mere bas main nahi warna kudrat ka likha hua
Kaat ta tere hisse mein aaye bure din koi dusra kaat ta
Laariyo se jyaada wahab that ere hare k lafaz mein
Main esara nahi kat sakta teri baat kya kaat ta
10.
Palat ke aaye to sabse phele tujhe milenge
Usi jagah par jaha kai raaste milenge
Agar kabhi tere naam pe jang hogyi to
Hum aese buzdil bhi, pehli saff mei
Khade milenge..
11.
Hum badan aur naseeb dono
Sawarne hai” hum uske maathe ka
Pyar lekar gale milenge
12.
Yu nahi hai faakat main he
Use chahta hun job hi us
Ped ki chaah me gaya baith gaya…

0 Comments
Thank You! for your valuable time.