SAD SHAYARI 2020



1.
Hatao hath aankho se
Ye tum ho janta hu main
Hatao hath aankho se
Ye tum ho janta hu main
Tumhe khushoob nahi  aahat 
Se bhi phechanta hu main..

2.
Roote hue hasana sikh gaye
Roote hue hasana sikh gaye hai
Ek khush mizzaz chehra bhi ab hum 
Bana letey hai, Aur aaj bhi koi agar
Humse aake puch lena na to,
Aapna hath apne seene pe laga lete hain..

3.
Kya batau uske sath
Waqt guzara bhot hai’
Mere dil ka katil hi sahi
Par pyara bhot hai..!

4.
Kabhi aao sath baitho 
To batau ki  kya talif hai,
Mujhe .., ab agar phone par
Door se puchogi to yahi kehna 
Padega na..,  ki main thik hu… 

5.
Har dafa  use dekhkar mera dil kahi kho jata hai,
Han ek ladka hai jo mujhe sulate sulate khud so
Jata hai..!

6.
Judaiyo ke gum dard-e-zindagi ne
Bhar diye, tujhe bhi neeind aagayi
Mujhe bhi sabar  aa he gaye..!

7.
Jab talak sher mein pholo ki
Dukaa, baki mera vishwas mohobbat
Se nahi uth sakta,main tere
Bewafa hone se pareshaa
Nahi  dil lagane ko sara shaer baki hain..

8.
Ye baat alag ke tum na badlo 
Magar zamana badal raha hain,
Gulab pathar pe khil raha hai,’
Chirag aandahi mein jal raha hai,
Kisi dewane se kam nahi  ye mere
Aandar ka aadami bhi idhar mein
Pholo ki chaaon mein hu, udhar wo
Kaanton pe chal raha hai..

9.
Ek aur shakash chod kar chala gaya,
To kya hua…’ humare sath konsa ye
Pahli martaba hua.. mere khilaf
Dushmano  ki sakh mei hai,..
Or mei bhot bura lagunga uspar teer khechta hua…

10.
Samandar ko bata bhi nahi sakta 
Kya dukh hai, 
Samandar ko bata bhi nahi sakta 
Aasuaon ki tarah aankh tak aa bhi nahi sakta
Tum chod raha hai to khata usmein teri kya,
Har Shaks mera Sath Nibha bhi nahi Sakta..

11.
Thokro se bhi sabak milta hai,
Ae dost mere’ eat pathar to”Aamarat” ke
Liye aache hain, Hum khilone hain..
Sararat ke liye ache hain…

12.
Jinhone katra bhar bhi 
Mushkil waqt mein mera
Sath diya mauka mila to
Daariya lautyenge unhe….

13.
Gum ki barish ne bhi tere naksh
Ko dhoya nahi..’ tune mujhe ko
Kho diya’ maine tujhe khoya he nahi…

14.
Bata bhi sakta hun use kab tak 
Bhoola sakunga,; magar ye baat
Use dekh ke he mumqin hai..”

15.
Bichad ke tujhse kisi dusre
Pe marna hai.’ Ye tajurba bhi esi 
Zindagi mein karna hai’…