Sad Shayari Hindi Fonts Shayarashiq 2019


1.
Aa he jaata wo raaha par "Galib" Koi   din
aur bhi  Jiye hote
Meri Qismat  gum agar itna tha
 Dil bhi ya rab kai diye hote

2.
Yuhi agar rota raha "galib" to ae Ahl-e- jahaan
Dekhna in bastiyon tum ki viraan ho gai
aur tumhari baastiya barbadi se bachi rahi

3. Ya rab Vo na smajhe hain, Na samajhenge meri
baat de  aur dil unko, jo na  de mujhko jabaan aur

4.
Ae-khuda maine apni baat unko khena chaahi
par lagta h wo  mere Zajjbaat kabhi nahi samjhenge...




5.
phir usi bewafa pe marte hain,
phir vahi Zindagi hamari hai,

6.
Zindagi  Itna tezz chalti hai
Bhaag kar "Bus" pakdna padhti hai,
Bhot Khush rahogi mere Sath
Waise har Ek ki Apni Marzi"

7.
Tamam Khat mein
wahi pe aasu gire hue the
Jahan pe usne "Bhot khush" hu,
Likha hua tha

8.
Main janta hun mujhko kis kis se maara pathar
Main koi pagal Nahi
pagal bana hua  tha ,

9.
Ye mujhe Chain
Kyon Nahi padhta
ek hi shakhs tha
Jhaan main kya

10.
Koi mujh tak phuch nahi pata
 itna aasaan hai pata mera

11.
Bahaut Nazdik aati
ja rahi ho,
Bichhdne ka iraada 
kar liya kya,

12.
Ilaz ye hai ki
majboor kardiya jaun
vagrna yun to kisi ki
nahi suni maine,

13.
Jaaniye us se nibhegi
kis tarah
vo khuda hai main to
Banda bhi nahi

14.
AE- shakhs main teri
Justju Se,
Be- zaar nahi hun
thak gya hun

15.
Jo  Guzari na ja saki
hum se
humne vo zindagi guzaari hai

16.
Jinki yaad mein hum dewane ho gaye
Wo hum hi se begaane ho gaye.
Shayad unhe talash hai ab naye dost ki
Kyunki unki nazar me ab hum Purane ho gaye

17.
Itne badnam ho chuke hum is zamane mein
thume sadiyan lag jayegi humein bhulane mein...



18.
Zindagi to tabhi badal
Gayi thi jab wo badal
Gaye jo Zindagi
Hua karte thy ..

19.
Kitna he khush rahne ki
Kohsish karlo,
Jab bhi koi yaad aaata hai
Sach me Bahut rulata hai...

20.
 Unke seenon me kabhi jhank
Kar dekho to sahi
Kitna rote hain tanhai me
Auron ko hasane wale

21.
Meri aankhon me aasu
Nahu bus kuch "Nami" hai..
Wajah tu nahi teri
Ye "Kami" hain.

22.
Sahi waqt par karwa denge hadon ka
Ahsaas kuch talaab ko samandar samajh
Baithe hain...

23.
Kya es tarah bhi mulaqaaat nahi
Ho skati
Main Mar jau or tum
Dafna ne aao

24.
Neend aayegi toh
Is tarah sooyenge
Aey Zindagi!
Ke log royenge
Mujhe jagaane ke liye,

25.
Taras aata hai mujhe apni
Masiom si palkon par ,
Jo bheg kar kheti hai
Ab roya
Nahi jaata Mujhse...